Rishta ho janey ka wazifa | Jaldi rishta pakka hone ki dua, “Assalam o alaikum woh tamam larkiya’an jo Rishta na hone ki waja se pareshan jain un ke liye Rishta ho janey ka Wazifa hum laaye hain.. jis pe aik dafa zaroor amal karein.Jaisa ke aaj kal halaat se aap sub waqif hain ke Pehle tou Shadi ke liya Rishte miltey nahi aur agar mil bhi jayein tou woh achey ni hote. jis ki waja se Aksar Larkiyaa’n ghar bethi bethi hi umar guzaar deti hain.
Issi Pareshani ko zehan mein rakhtey huey aur aap sub readers ke kehne par hum yeh wazifa btaa rahe hain. Get my ex girlfriend back from a new boyfriend
Rishta ho janey ka wazifa
” Jis Larke / Larki ka Rishta na hota ho, ya na aata ho Uss ke Wazan k brabar Chawal (Rice) le kar aabi Makhlooq par sadqa karna ho ga. Sub se behtar/ afzal tou yeh hai k woh Samandar mein daaley jayein par agar Samandar pas na ho tou darya mein bhi daal saktey. ” Iss amal ke kuch hi months mein in’sha’ALLAH, ALLAH pak ke Hukam se aap ka Rishta ho jaye ga.
Pasand ki shadi ka wazifa
Asslam O Alaikum Pyare Islami Bhaiyo. jo koi apni khawahish ki shadi karna chahta ho aur agar ap ko mann chahiye shadi karne me masail ka samna ho tou Pasand Ki Shadi Ka Wazifa aap ke liye hi hai. jaisa k aajkal masroofiyat ka doar hai. aur Nikah aaj ki iss doar k insaan ne bohat mushkil bana diya hai.
- Jo koi Larka ya Larki apni Hesiyat aur apni Qabliyat ke hisaab se mohabbat ki Shadi karna chahey tou woh in Quran ki ayaat ko ” Subha ki Namaz ke Baad 61 baar,
- Zohar ke baad 71 baar,
- Asar ki namaz parhne ke baad 81 baar,
- Magrib namaz ke baad 91 baar,
- aur isha ki Namaz k baad 101 baar parhey.
- Acha rista aane ki dua #1
- Dua for good naseeb #2
- Best wazifa shadi in urdu #3
- Jaldi rista hone ki dua #4
In’sha’ALLAH uss ki Shadi uss ki Pasand ke mutabiq ho gi and kuch hi waqt mein uss ko result miley ga. Wazeefa iss Niyat se karein k Aye mere RAB mere Haqq mein jo bhi behtar ho tu woh kar.