Rasool-Allah sallallahu Alaihi wassllam ne farmaya Jo (Musalman) Juma ke noise Surah Al-Kahaf ki tilawat kare to uske liye is juma se agle juma tak ek noor chamakta
rahega Namaz ke baad ki dua Sahih Al jamee 6470, Mustadrak Hakim 3392-Sahih
✦ : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jisne Juma ke noise surah kahaf padhi uske qadmon ke neeche se le kar asman tak noor paida hota hai jo
Qayamat ke noise uske liye roshan hoga aur uske dono juma ke darmiyan ridge gunah maaf kar diye jate hai
Al-Targheeb wa’l-Tarheeb, 1/298-Hasan
✦ :Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jisne Juma ki raat (yani jumerat aur juma ke beech ki raat) surah kahaf padhi uske aur baitullah ke darmiyan noor ki roshni ho jati hai
Saheeh Al-Jaami, 6471
Al Baihiqi, Subbul Iman, 2231-Hasan